About YogFlex
About YogFlex
YogFlex ek fitness brand se badhkar ek wellness movement hai.
Aaj ke stress bhare jeevan me humara mission hai logon ko sharirik, mansik aur adhyatmik roop se majboot banana.
Our Philosophy
अक्षरं परं ब्रह्म ज्योतिरूपं सनातनम् ॥
Har vyakti ke andar ek divya prakash hai. YogFlex ka uddeshya usi prakash ko jagana hai.
वसुधैव कुटुम्बकम्
Hum maante hain ki yeh poora vishwa ek parivaar hai.
Our Mission
✔ Stress reduction
✔ Natural weight management
✔ Strength & flexibility
✔ Conscious breathing
✔ Healthy lifestyle
सर्वे भवन्तु सुखिनः । सर्वे सन्तु निरामयाः । सर्वे भद्राणि पश्यन्तु । मा कश्चिद् दुःखभाग् भवेत् ॥
About The Founder
Prahlad Kumar
Founder of YogFlex
Dedicated Yoga Teacher & Qualified Master in Yoga
Unka vishwas hai ki har vyakti ke andar ek divya shakti hai — aur YogFlex us shakti ko jagane ka madhyam hai.